interview Ahsin Fayaz


Interview


interoduce Poet Ahsin Fayaz
Poet Ahsin Fayaz is famous urdu
poet he was born in 1996 his
father's name is Feroz Khan,
About this he said, i am not
Khan My father is reach man he
can call Khan but i am poor so i
am Just Ahsin.
Ahsin Fayaz Have 2 brother (1
Zamir Ali (2 Ali Muhammad,
he live in Badin, Sindh.
Here is Urdu Interview Ahsin
Fayaz.
Q* Apka Poora Naam?
A* Mera Naam Muhammad
Fayaz Chandio hai
Q* Ap Ahsin Kese or Kab Bane?
A* Me Chhota Tha To Actor
ban'ne ka Shauq Tha magar
muslsal gurabt or apni Hasrton
ko apni hi jeb me marte huwe
daikh kr me Actor nahi ban
paya or muslsl tanhayon ka
samna krte huwe me Shayer bn
gya or Shayeri b kia khak krta
hun bs thoda buhat likh leta
hun.
Q* Aap pyar muhabbat ko kis
Nazar sey daikhte hain?
A* Daikhein Kiya hai k Me Jo hun
Alag hi Tabyat rakhta hun Or
Mera ye Man'na hai ham jb
Mijazi Muhabbat krte hain to us
me ye Zaruri Hai K hamein Firaq
mile Judai mile, ye wo cheezein
hain jo Bandon se tod kr Khuda
sey Jod deti hain or hm ko ye
maloom ho jata hai k Muhabbat
ki Qadar o Qeemat kia hai
muhboob kia hai hijar kia hai
aziyat kia hai, hm tootne k bad
hi to Mukmal bante hain.




Words by Ahsin Fayaz
Read 599 times
Written on 2019-09-02 at 07:47

dott Save as a bookmark (requires login)
dott Write a comment (requires login)
dott Send as email (requires login)
dott Print text