tere kadmon....pe

Jo haare hain unake paas hazaron bahane honge
jitane pe aage pichhe jamane honge,
gar ishara ek bar tu kar de
tere kadmo pe khusiyon ke khzane honge.

Mann me tha gar inkar tere
to iqrar kya karna,
haara jo dil kisi aur pe
fir humse pyar kya karna.

Kuchh kahna mujhe nahi aaya
kuchh aap na samjhe,
yuhin bit gayee umrein
aur vo mera pyar na samjhe.


Vo badan tera gadraya huaa
vo pyar mera janwaa,
pighal kar shise me dhal gaye
bana ye mankaa.
jhanka bahut logo ne
bigada sanmaa,
jab tak tut na gaya
ye tera mera mankaa.




Poetry by rajesh poonia
Read 428 times
Written on 2009-03-30 at 07:49

dott Save as a bookmark (requires login)
dott Write a comment (requires login)
dott Send as email (requires login)
dott Print text